Arist : Umar Imtiaz
Song : Dil Ko Churaya
All Rights Reserved 2012 by Umar Imtiaz

Click Download
![]() |
Lyrics
1 : Verse
Dil ko Churaya Apna Banaya Phir Bi Na Tera Ho Saka
Neendain Churaa K Khuab Dikha K Raahon Se Aisay To Na Jaa
Dil ko Churaya Apna Banaya Phir Bi Na Tera Ho Saka
Neendain Churaa K Khuab Dikha K Raahon Se Aisay To Na Jaa
ChorusDil Yeh Baar Baar Boley , Mann Yeh Baar Baar Dolay
Tu hi Meri Zindage Hai
Dil Yeh Baar Baar Boley , Mann Yeh Baar Baar Dolay
Tu hi Meri Zindage Hai
Verse
Seenay se Lagti Hai Yun , Jesay Koi Ho Jalpari
Ankhain Teri Humnasheen , Choo Loun Inhain Aaja Qareeb
Sub kuch Bhula k Pyar Sikhaya , Phir Bi Na Tera Ho Saka
Neendain Churaa K Khuab Dikha k , Raahon Se Aisay To Na Ja
Chorus
Dil Yeh Baar Baar Boley , Mann Yeh Baar Baar Dolay
Tu hi Meri Zindage Hai
Dil Yeh Baar Baar Boley , Mann Yeh Baar Baar Dolay
Tu hi Meri Zindage Hai




News